Demat and share account

Aaj main aapka introduction karunga demat aur share account kya hai aur aap demat account se Paisa kaise Kama sakte hain.

Share market matlab yah nahin hota ki aap adhik se adhik paisa lagaen aap chahe to ₹50 se lekar ₹100 lagakar bhi Paisa Kama sakte hain for example

Ek nifty fifty hota hai dusra Bank Nifty hota hai aur pratyek Shahar ke call aur put hote Hain. Put kya hota hai call kiya tha main batata hun

For call jab bhi koi Sher badhta hai to call automatic badhane lagti hai sem opposite yadi koi sher ka rate ghatata hai to uski put automatic badhane lagti hai

For example yadi Nifty ka ek lot 50 ka hai aur ise maloom maine ₹10 se kharida hai to total cost 500 rupees hota hai aur ISI Ko jab main bhejta hun use samay ka rate ₹20 ho jata hai to meri kamai ₹1000 hoti hai ise kahate Hain kam Paisa lagakar jyada Paisa kamana

Hamen pata kaise chalega ki call buy karna ki put buy karna hai..

Yadi hamen lagta hai ki market upar jaega to call but karna hai yadi niche jaega to put buy kar raha hai simple hai.

Design a site like this with WordPress.com
Get started